Followers

Pages

Sunday, November 26, 2006

hindi advertisment jo kisi hindi bhashi pradesh me nahi banaye jate he aur kisi anya pradesh like maharastra, gujrat, ya kisi south indian state me banaye jate hai unka Hindi Translation bahoot bura hota hai. Jise padkar bahoot bura lagta hai.Kya ham is tarah ke advertisment ki Bhasha ko sudhar kar nahi publish kar sakte ?please yadi koi meri baat se sahmat ho to mere blog par jawab de aur main ause kisi bhi advertisment ko edit kar uski bhasha thik karne ke liye tayyar hu .I hope u all are agree with me kamalhetawal@yahoo.co.inkamalhetawal@gmail.कॉम
हिंदी विज्ञापन जो किसी हिंदी भाषी प्रदेश मे नही बनाए जाते है और कीसी अन्य प्रदेश जैसे maharastra, गुजरात या किसी साऊथ इंडियन स्टेट मे बनाए जाते है उनका हिंदी अनुवाद बहूत बुरा होता है । जिसे पड़कर बहूत बुरा लगता है । क्या हम इस तरह के विज्ञापन की भाषा को सुधार कर नही प्रकाशित कर सकते ?
आपमें से कोई मेरी बात से सहमत हो तो मेरे ब्लोग पर जवाब दे और मे ऐसे किसी भी विज्ञापन को एडिट कर उसकी भाषा सही करके आपको वापस भेज दूंगा । आशा है आप सभी मेरी बात से सहमत होंगे .

3 comments:

bharat bhavishya said...

kya main ye puch sakaa hun ki aap kis tarah ke add ki bat kar rahen hain,?
dibyang dev sharma
9406504863

kavya said...

hello kamal ji...sehmat tabhi ho saktey hai jab aapney unkey baarey mey kuchh aur bataya hota koi udaharad(eg)diya hota...par visey bhi aaj entertaiment ki duniya mey hum bhasha ka mehatwa bhul gaye hai..hindi newspaper bhi ab hinglish ya mixd ho gaye hai..so jurnalism bhi bhasha ka mohtaj nahi raha.ye achha hai ya bura ye to waqt hee batayega

Unknown said...

sir ji kya baat hai jab bhi baat karta hu to ap off ho jate ho....kyo.....